Thursday, July 12, 2012

Runa mochan laxmi narshima stotram

Sri Lakshmi Narasimha by Various artists on Amazon Music - Amazon.com










Devataakaarya-siddhyartham sabhaastambha-samudbhavam
Sri Nrisimham mahaaveeram namaami runamuktaye
Lakshmyaalingita-vaamaangam bhaktaanaam varadaayakam
Sri Nrisimham mahaveeram namaami runamuktaye
Aanthramaalaadharam Sankha Chakraabja aayudha dhaarinam
Sri Nrisimham mahaaveeram namaami runamuktaye
Smaranaat sarvapaapagnam kadrooja visha naasanam
Sri Nrisimha mahaaveeraam namaami runamuktaye
Simhanaadena Mahataa Digdhanthi Bhaya Naashanam
Sri Nrisimham mahaaveeraam namaami runamuktaye
Prahlaada varadam sreesam daityesvara-vidaarinam
Sri Nrisimham mahaaveeram namaami runamuktaye
Krooragrahaih peeditaanaam bhaktaanaam abhayapradam
Sri Nrisimham mahaaveeram namaami runamuktaye
Vedavedaanta-yajnesam Brahma Rudraadi vanditam
Sri Nrisimham mahaaveeram namaami runamuktaye
Ya idam patathe nityam runa mochana samjnitam
Anrunee jaayate satyo dhanam sheeghram avaapnuyaat






You may also do the following special chant for prosperity:


 AAG DHATURO MATHA SOOLAY, JADE KATAILI VYAVAARE, JINKO BAATI POORI KARI, RAKHE PUKH NAKSHATRA JO AAVAARE, SIR PAR DAALE JO KOI KE, MAANGE SOI PAAVA RE

Wednesday, July 11, 2012

Bhagwat getha Last slokh



yatra yogeswarah krishno yatra paartho dhanurdharah
    tatra shreervijayo bhootirdhruvaa neetirmatirmama  //

Sri mahalaxmi Astaka stotram

Sri mahalaxmi Astaka stotram
Namastesyu mahamaye shreepithe surpujite| Shankh chakra gadahaste Mahalaxmi namostute|| Namaste garudarudhe kolhasur bhayankari| Sarv paaphare devi Mahalaxmi namostute|| Sarvagy sarv varde sarvdusht bhayankari| Sarvdukhhare devi Mahalaxmi namostute|| Siddhivriddhiprade devi bhakti, mukti pradayni| Mantr-murte sada devi Mahalaxmi namostute|| Adhant rahite devi aadhyashakti maheshvari| Yogje yogsambhute Mahalaxmi namostute | Sthul sukshm maharaudre mahashakti mahodare| Mahapaaphare devi Mahalaxmi namostute|| Padmasana stithe devi parbrahma swaroopini| Parmeshi jagannmata Mahalaxmi namostute|| Shwetambar dhare devi nanalankaar bhushite| Jagatsthite jagatmatar Mahalaxmi namostute|| Mahalaxmyashtak strotrm ya: pathe bhaktimannar:| Sarv siddhi mapnoti rajym prapnoti sarvada|| Ek kale pathte nityam mahapaapvinashnam| Dvikalam pathte nityam dhandhaanyam samanvitam|| Trikalam ya: pathate nityam mahashatru vinashnam| Mahalaxmirbhavenityam prasanna varda shubha|| || iti Shree Mahalaxmi Aashtakam samporna||




Ganesh Laxmi Saraswathi Maa


Lord Shiv 12 jythorling mantra





































Saurashtre Somnatham ch, Shri Shaile Mallikarjunam l
Ujjayinyaam Mahakaalam Omkaarmmaleshwaram ll
Paralyam Vaidhnaath ch, Daakinyaam Bhimshankaram l
Setubandhe tu Ramesham, Naagesham Daarukaavane ll
Varanasyaam tu Vishvesham, Trayambkam Gautami Tate l
Himaalaye tu Kedaaram, Dhushmesham ch Shivaalaye ll
Etaani Jyotirlingaani, Saayam Praatah Pathennarah l
Saptjanmkratam Paapam Smarnen Vinashyati ll
Meaning: Lord Somnath Jyotirlinga is in the land of Saurashtra, Mallikarjuna Jyotirlingam is on the Shree Shailam, Mahaakal Jyotirlinga is in Ujjayan, Parameshwar belongs to Omkar, Kedarnath Jyotirlinga is in the mountain of Himalayas , Bhimashankar Jyotirlingam is in the land of Dakini, Viswesh Jyotirlinga belongs to Varanasi , the Lord Trayambakam resides on the shore of Gautami river, Baidyanath Jyotirlinga lies on the land of ashes and the Lord of snake lives in the wooden forest. Lord Rama stays near the sea where it was bridged by him and Lord of Dyushma resides in the abode of Shiva. If one recites the names of Dwadash Jyotirlinga in the early morning, he will get rid of all sins and will get all fruits of his efforts.

shama prathana

Shiv Chalisa and aarthi

श्री शिव चालीसा दोहा श्री गणेश गिरिजा सुवन, मंगल मूल सुजान ।
कहत अयोध्यादास तुम,देहु अभय वरदान ॥
जय गिरिजा पति दीन दयाला । सदा करत सन्तन प्रतिपाला ॥
भाल चन्द्रमा सोहत नीके । कानन कुण्डल नागफनी के॥ अंग गौर शिर गंग बहाये । मुण्डमाल तन छार लगाये ॥
वस्त्र खाल बाघम्बर सोहे । छवि को देख नाग मुनि मोहे ॥
मैना मातु की ह्वै दुलारी । बाम अंग सोहत छवि न्यारी ॥ कर त्रिशूल सोहत छवि भारी । करत सदा शत्रुन क्षयकारी ॥
नन्दि गणेश सोहै तहँ कैसे । सागर मध्य कमल हैं जैसे॥
कार्तिक श्याम और गणराऊ । या छवि को कहि जात न काऊ ॥
देवन जबहीं जाय पुकारा । तब ही दुख प्रभु आप निवारा ॥
किया उपद्रव तारक भारी । देवन सब मिलि तुमहिं जुहारी ॥
तुरत षडानन आप पठायउ । लवनिमेष महँ मारि गिरायउ ॥
आप जलंधर असुर संहारा। सुयश तुम्हार विदित संसारा ॥
त्रिपुरासुर सन युद्ध मचाई । सबहिं कृपा कर लीन बचाई ॥
किया तपहिं भागीरथ भारी । पुरब प्रतिज्ञा तासु पुरारी ॥
दानिन महं तुम सम कोउ नाहीं । सेवक स्तुति करत सदाहीं ॥
वेद नाम महिमा तव गाई । अकथ अनादि भेद नहिं पाई ॥
प्रगट उदधि मंथन में ज्वाला । जरे सुरासुर भये विहाला ॥
कीन्ह दया तहँ करी सहाई । नीलकण्ठ तब नाम कहाई ॥
पूजन रामचंद्र जब कीन्हा । जीत के लंक विभीषण दीन्हा ॥
सहस कमल में हो रहे धारी । कीन्ह परीक्षा तबहिं पुरारी ॥
एक कमल प्रभु राखेउ जोई । कमल नयन पूजन चहं सोई ॥
कठिन भक्ति देखी प्रभु शंकर । भये प्रसन्न दिए इच्छित वर ॥
जय जय जय अनंत अविनाशी । करत कृपा सब के घटवासी ॥
दुष्ट सकल नित मोहि सतावै । भ्रमत रहे मोहि चैन न आवै ॥
त्राहि त्राहि मैं नाथ पुकारो । यहि अवसर मोहि आन उबारो ॥
लै त्रिशूल शत्रुन को मारो । संकट से मोहि आन उबारो ॥
मातु पिता भ्राता सब कोई । संकट में पूछत नहिं कोई ॥
स्वामी एक है आस तुम्हारी । आय हरहु अब संकट भारी ॥
धन निर्धन को देत सदाहीं । जो कोई जांचे वो फल पाहीं ॥
अस्तुति केहि विधि करौं तुम्हारी । क्षमहु नाथ अब चूक हमारी ॥
शंकर हो संकट के नाशन । मंगल कारण विघ्न विनाशन ॥
योगी यति मुनि ध्यान लगावैं । नारद शारद शीश नवावैं ॥
नमो नमो जय नमो शिवाय । सुर ब्रह्मादिक पार न पाय ॥
जो यह पाठ करे मन लाई । ता पार होत है शम्भु सहाई ॥
ॠनिया जो कोई हो अधिकारी । पाठ करे सो पावन हारी ॥
पुत्र हीन कर इच्छा कोई । निश्चय शिव प्रसाद तेहि होई ॥
पण्डित त्रयोदशी को लावे । ध्यान पूर्वक होम करावे ॥
त्रयोदशी ब्रत करे हमेशा । तन नहीं ताके रहे कलेशा ॥
धूप दीप नैवेद्य चढ़ावे । शंकर सम्मुख पाठ सुनावे ॥
जन्म जन्म के पाप नसावे । अन्तवास शिवपुर में पावे ॥
कहे अयोध्या आस तुम्हारी । जानि सकल दुःख हरहु हमारी॥
॥ दोहा ॥
नित्त नेम कर प्रातः ही, पाठ करौं चालीसा। तुम मेरी मनोकामना, पूर्ण करो जगदीश ॥
मगसर छठि हेमन्त ॠतु, संवत चौसठ जान । अस्तुति चालीसा शिवहि, पूर्ण कीन कल्याण ॥
॥ इति शिव चालीसा ॥

Shiv chalisa in english
Jai Ganesh Girija Suvan Mangal Mul Sujan Kahat Ayodhya Das Tum Dev Abhaya Varadan
Jai Girija Pati Dinadayala Sada Karat Santan Pratipala Bhala Chandrama Sohat Nike Kanan Kundal Nagaphani Ke
Anga Gaur Shira Ganga Bahaye Mundamala Tan Chhara Lagaye Vastra Khala Baghambar Sohain Chhavi Ko Dekha Naga Muni Mohain
Maina Matu Ki Havai Dulari Vama Anga Sohat Chhavi Nyari Kara Trishul Sohat Chhavi Bhari Karat Sada Shatrun Chhayakari
Nandi Ganesh Sohain Tahan Kaise Sagar Madhya Kamal Hain Jaise Kartik Shyam Aur Ganara-U Ya Chhavi Ko Kahi Jata Na Ka-U

Devan Jabahi Jaya Pukara Tabahi Dukha Prabhu Apa Nivara Kiya Upadrav Tarak Bhari Devan Sab Mili Tumahi Juhari
Turata Shadanana Apa Pathayau Lava-Ni-Mesh Mahan Mari Girayau Apa Jalandhara Asura Sanhara Suyash Tumhara Vidit Sansara
Tripurasur Sana Yudha Macha-I Sabhi Kripakar Lina Bacha-I Kiya Tapahin Bhagiratha Bhari Purva Pratigya Tasu Purari
Danin Mahan Tum Sama Kou Nahin Sevak Astuti Karat Sadahin Veda Nam Mahima Tab Ga-I Akatha Anandi Bhed Nahin Pa-I
Pragate Udadhi Mantan Men Jvala Jarat Sura-Sur Bhaye Vihala Kinha Daya Tahan Kari Sara-I Nilakantha Tab Nam Kaha-I
Pujan Ramchandra Jab Kinha Jiti Ke Lanka Vibhishan Dinhi Sahas Kamal Men Ho Rahe Dhari Kinha Pariksha Tabahin Purari
Ek Kamal Prabhu Rakheu Joi Kushal-Nain Pujan Chaha Soi Kathin Bhakti Dekhi Prabhu Shankar Bhaye Prasanna Diye-Ichchhit Var
Jai Jai Jai Anant Avinashi Karat Kripa Sabake Ghat Vasi Dushta Sakal Nit Mohin Satavai Bhramat Rahe Mohin Chain Na Avai
Trahi-Trahi Main Nath Pukaro Yahi Avasar Mohi Ana Ubaro Lai Trishul Shatrun Ko Maro Sankat Se Mohin Ana Ubaro
Mata Pita Bhrata Sab Hoi Sankat Men Puchhat Nahin Koi Svami Ek Hai Asha Tumhari Ava Harahu Aba Sankat Bhari
Dhan Nirdhan Ko Deta Sadahin Jo Koi Janche So Phal Pahin Astuti Kehi Vidhi Karai Tumhari Kshamahu Nath Aba Chuka Hamari
Shankar Ho Sankat Ke Nishan Vighna Vinashan Mangal Karan Yogi Yati Muni Dhyan Lagavan Sharad Narad Shisha Navavain
Namo Namo Jai Namah Shivaya Sura Brahmadik Par Na Paya Jo Yah Patha Karai Man Lai Tapar Hota Hai Shambhu Saha-I
Riniyan Jo Koi Ho Adhikari Patha Karai So Pavan Hari Putra-hin Ichchha Kar Koi Nischaya Shiva Prasad Tehin Hoi
Pandit Trayodashi Ko Lavai Dhyan-Purvak Homa Karavai Trayodashi Vrat Kare Hamesha Tan Nahin Take Rahe Kalesha
Dhupa Dipa Naivedya Charhavai Anta Vasa Shivapur Men Pavai Kahai Ayodhya Asha Tumhari Jani Sakal Dukha Harahu Hamari .
Nitya Nema kari Pratahi Patha karau Chalis Tum Meri Man Kamana Purna Karahu Jagadish

Sri Mahavishnu Ashtothra Satha Naamavali (108 Names of Sri Mahavishnu)

Om Achyuthaaya Nama:||1 Om Ananthaaya Nama:||
Om Anathinithanaaya Nama: Om Anirudthaya Nama:
Om Om Amruthaaya Nama: Om Aravindhaaya Nama::
Om Om Achvathaaya Nama Om Aadithyaaya Nama:
Om Aadhidevaaya Nama: Om Aanandaaya Nama:
Om Easwaraaya Nama: Om Upendraaya Nama:
Om Ekasmai Nama Om OjasthejOthyuthitharaya Nama:
Om Kumuthaaya Nama: Om KruthajNnjaaya Nama:
Om Krishnaaya Nama: Om Kesavaaya Nama:
Om Kshethrajnjaya Nama: Om Gathaatharaaya Nama:
Om Garudathwajaaya Nama: Om Gopathaye Namaa:
Om Govindaaya Nama Om Govithampathaye Nama
Om Chathurbhujaaya Nama Om Chathurvyoohaaya Nama
Om Janaadhanaaya Nama Om Jyeshtaaya Nama
Om Jyothiraadithyaaya Nama Om Jyothishe Nama
Om Dhaaraaya Nama Om Damanaaya Nama
Om Dhaamodaraaya Nama Om Deepthamoorthaye Nama
Om Dhuswapna Naasanaasanaaya Nama Om Devakeenandanaaya Nama
Om Dhananjaaya Nama      20 Om NandinE Nama
Om NaaraayaNaaya Nama Om NaarasimhavabushE Nama
Om Padmanaabhaaya Nama Om PadminE Nama
Om Parameshwaraaya Nama Om Pavithraaya Nama
Om Prathyumnaaya Nama Om PraNavaaya Nama
Om Purantharaaya Nama Om Purushaaya Nama
Om Pundareekaakshaaya Nama Om Bruhathroopaaya Nama
Om Bhakthavathsalaaya Nama Om BhagavathE Nama
Om Madhusoothanaaya Nama Om MahaadEvaaya Nama
Om MahaaMaayaaya Nama Om Maadhavaaya Nama
Om Mukthaanaam ParamaagathayE Nama Om Mukundhaaya Nama
Om Yagnjaguhyaaya Nama Om YagnjapathayE Nama
Yagnjaajnjaaya Nama Om Yagnjaaya Nama
Om Raamaaya Nama Om LakshmeepathE Nama
Om Lokaathyakshaaya Nama Om Lohidaakshaaya Nama
Om Varadhaaya Nama Om Varthdanaaya Nama
Om Varaarohaaya Nama Om Vasupradhaaya Nama
Om VasumanasE Nama Om Vyakthiroopaaya Nama
Om Vaamanaaya Nama Om Vaayuvaahanaaya Nama
Om Vikramaaya Nama Om VishnavE Nama
Om VishwaksEnaaya Nama Om Vrushodharaaya Nama
Om VedhavithE Nama Om Vedaangaaya Nama
Om VEdhaaya Nama Om Vaikunthaaya Nama
Om SaraNaaya Nama Om Shanthaaya Nama
Om SaarngadhanvanE Nama Om SaasvathasthaaNavE Nama
Om SikandinE Nama Om Sivaaya Nama
Om Sreedharaaya Nama Om Sreenivaasaaya Nama
Om SrimathE Nama Om Subhaangaaya Nama
Om Sruthisaakaraaya Nama Om SangarshaNaaya Nama
Om SadhaayOginE Nama Om Sarvadhomukaaya Nama
Om SarvEchvaraaya Nama Om Sahasraakshaaya Nama
Om Skanthaaya Nama Om SaaksheeNE Nama
Om Sudharsanaaya Nama Om Sooraananthaaya Nama
Om Sulabhaaya Nama Om Sookshamaaya Nama
Om HarayE Nama Om HiraNyagarbhaaya Nama
Om Hiranyanaabhaaya Nama Om Hrusheekesaaya Nama

Sai Chalisa in English

English SAI Chalisa II Shri Sai Chalisa II
Pehle Sai ke charno mein, apna sheesh nivauo maiy, Kaise Shirdi Sai aaye, saara haal sunau maiy. ||1||
Kaun hai mata, pita kaun hai, yeh na kisi ne bhi jaana, Kaha janam Sai ne dhara, prashan paheli raha bana. ||2||
Koee kahe Ayodhya ke, yeh Ramchandra bhagvan hain, Koee kehta Saibaba, pavan putra Hanuman hain. ||3||
Koee kehta mangal murti, Shri Gajanan hain Sai, Koee kehta Gokul-Mohan Devki Nandan hain Sai. ||4||
Shanker samajh bhakt kaee to, baba ko bhajhte rahte, Koee kahe avtar datt ka, pooja Sai ki karte. ||5||
Kuch bhi mano unko tum, pur sai hain sachche bhagvan, Bade dayalu deen-bandhu, kitno ko diya jivan-daan. ||6||
Kaee varsh pehle ki ghatna, tumhe sunaunga mein baat, Keesy bhagyashaali ki Shirdi mein aaee thi barat. ||7||
Aaya saath usi ke tha, baalak aik bahut sunder, Aaya aaker vahin bus gaya, paavan Shirdi kiya nagar. ||8||
Kaee dino tak raha bhatakta, bhiksha maangi usne dar dar, Aur dikhaee aisee leela, jug mein jo ho gaee amar. ||9||
Jaise-jaise umar badi, badti hee vaisy gaee shaan, Ghar ghar hone laga nagar mein, Sai baba kaa gungaan. ||10||
Digdigant mein laga goonjane, phir to Saiji ka naam, Deen-dhukhi ki raksha karna, yahi raha baba ka kaam. ||11||
Baba ke charno mein ja kar, jo kehta mein hoo nirdhan, Daya usee par hoti unkee, khul jaate dhukh ke bandhan. ||12||
Kabhi kisee ne maangi bhiksha, do baba mujhko suntaan, Aivom astoo tub kaihkar Sai de te thay usko vardaan. ||13||
Swayam dhukhi baba ho jaate, deen-dukhijan ka lukh haal, Anteh: karan bhi Sai ka, sagar jaisa raha vishal. ||14||
Bhakt ek madrasi aaya, ghar ka bahut bada dhanvaan, Maal khajana behadh uskaa, keval nahi rahi suntaan. ||15||
Laga manane Sainath ko, baba mujh per daya karo, Junjha se junkrit naiya ko, tum hee mairee par karo. ||16||
Kuldeepak ke bina andhera, chchaya hua ghar mein mere, Isee liye aaya hoon baba, hokar sharnagat tere. ||17||
Kuldeepak ke abhav mein, vyarth hai daulat ki maya, Aaj bhikhari ban kar baba, sharan tumhari mein aaya, ||18||
De de mujhko putra-daan, mein rini rahoonga jivan bhar, Aur kisi ki aas na mujko, siraf bharosa hai tum per. ||19||
Anunaye-vinaye bahut ki usne, charano mein dhar ke sheesh, Tub prasana hokar baba ne, diya bhakta ko yeh aashish. ||20||
‘Allah bhala karega tera,' putra janam ho tere ghar, Kripa rahegi tum per uski, aur tere uss balak per. ||21||
Ab tak nahi kisi ne paya, sai ki kripa ka paar, Putra ratan de madrasi ko, dhanya kiya uska sansaar. ||22||
Tan-man se jo bhaje usi ka jug mein hota hai uddhar, Sanch ko aanch nahi haiy koee, sada jooth ki hoti haar. ||23||
Mein hoon sada sahare uske, sada rahoonga uska daas, Sai jaisa prabhu mila haiy, itni ki kum haiy kya aas. ||24||
Mera bhi din tha ik aisa, milti nahi mujhe thi roti, Tan per kapda duur raha tha, sheish rahi nanhi si langoti, ||25||
Sarita sammukh hone per bhi mein pyasa ka pyasa tha, Durdin mera mere ooper, davagani barsata tha. ||26||
Dharti ke atirikt jagat mein, mera kuch avalumbh na tha, Bana bhikhari maiy duniya mein, dar dar thokar khata tha. ||27||
Aise mein ik mitra mila jo, param bhakt Sai ka tha, Janjalon se mukt, magar iss, jagti mein veh bhi mujh sa tha. ||28||
Baba ke darshan ke khatir, mil dono ne kiya vichaar, Sai jaise daya murti ke darshan ko ho gaiye taiyar. ||29||
Paavan Shirdi nagari mein ja kar, dhekhi matvaali murti, Dhanya janam ho gaya ki humne jab dhekhi Sai ki surti. ||30||
Jabse kiye hai darshan humne, dukh sara kaphur ho gaya, Sankat saare mite aur vipdaon ka ant ho gaya. ||31||
Maan aur sammaan mila, bhiksha mein humko baba se, Prati bambit ho uthe jagat mein, hum Sai ki abha se. ||32||
Baba ne sammaan diya haiy, maan diya is jivan mein, Iska hee sambal le mein, hasta jaunga jivan mein. ||33||
Sai ki leela ka mere, mun par aisa assar hua, Lagta, jagti ke kan-kan mein, jaise ho veh bhara hua. ||34||
'Kashiram' baba ka bhakt, iss Shirdi mein rehta tha, Maiy Sai ka Sai mera, veh duniya se kehta tha. ||35||
Seekar svayam vastra bechta, gram nagar bazaro mein, Jhankrit uski hridh-tantri thi, Sai ki jhankaron se. ||36||
Stabdh nisha thi, thay soye, rajni aanchal me chand sitare, Nahi soojhta raha hath ka, hath timiri ke mare. ||37||
Vastra bech kar lote raha tha, hai! Haath se 'kaashi', Vichitr bada sanyoga ki uss din aata tha veh akaki. ||38||
Gher raah mein khare ho gaye, usse kutil, anyaayi, Maaro kaato looto iski, hee dhvani pari sunaee. ||39||
Loot peet kar usse vahan se, kutil gaye champat ho, Aaghaton se marmahat ho, usne di thi sangya kho. ||40||
Bahut der tak para raha veh, vahin usi halat mein, Jaane kab kuch hosh ho utha, usko kisi palak mein. ||41||
Anjane hee uske muh se, nikal para tha Sai, Jiski prati dhvani Shirdi mein, baba ko parri sunai. ||42||
Shubdh utha ho manas unka, baba gaye vikal ho, Lagta jaise ghatna sari, ghati unhi ke sunmukh ho. ||43||
Unmadi se idhar udhar tab, baba lage bhatakne, Sunmukh chizein jo bhi aiee, unkoo lage patkne. ||44||
Aur dhadhakte angaro mein, baba ne kar dala, Huye sashankit sabhi vaha, lakh tandav nritya nirala. ||45||
Samajh gaye sab log ki koi, bhakt para sankat mein, Shubit khare thai sabhi vaha par, pare huye vismaiye mein. ||46||
Usse bachane ke hi khatir, baba aaj vikal hai, Uski hi piraa se pirit, unka ant sthal hai. ||47||
Itne me hi vidhi ne apni, vichitrata dhikhlayi, Lukh kar jisko janta ko, shradha sarita lehrayee. ||48||
Lekar sanghya heen bhakt ko, gaari ek vaha aayee, Sunmukh apne dekh bhakt ko, Sai ki aankhe bhar aayee. ||49||
Shant, dheer, gambhir sindhu sa, baba ka anthsthal, Aaj na jane kyon reh-rehkar, ho jaata tha chanchal. ||50||
Aaj daya ki murti svayum tha bana hua upchaari, Aur bhakt ke liye aaj tha, dev bana prati haari. ||51||
Aaj bhakti ki vishum pariksha mein, safal hua tha Kaashi, Uske hee darshan ki khatir, thai umre nagar-nivasi. ||52||
Jab bhi aur jahan bhi koyee, bhakt pare sankat mein, Uski raksha karne baba jate hai pulbhur mein. ||53||
Yug yug ka hai satya yeh, nahi koi nayee kahani, Aapat grast bhakt jab hota, jate khudh antar yami. ||54||
Bhedh bhaav se pare pujari manavta ke thai sai, Jitne pyare Hindu-Muslim uutne hi Sikh Isai. ||55||
Bhed bhaav mandir masjid ka tor phor baba ne dala, Ram rahim sabhi unke thai, Krishan Karim Allah Tala. ||56||
Ghante ki pratidhvani se gunja, masjid ka kona kona, Mile paraspar Hindu Muslim, pyar bada din din doona. ||57||
Chamatkar tha kitna sundar, parichaye iss kaya ne dee, Aur neem karvahat mein bhi mithaas baba ne bhar dee. ||58||
Sabko sneha diya Sai ne, sabko suntul pyar kiya, Jo kuch jisne bhi chaha, baba ne usko vahi diya. ||59||
Aise snehsheel bhajan ka, naam sada jo japa kare, Parvat jaisa dhukh na kyoon ho, palbhar mein veh door tare. ||60||
Sai jaisa daata humne, aare nahi dekha koi, Jiske keval darshan se hee, saari vipda door gayee. ||61||
Tan mein Sai, man mein Sai, Sai bhajha karo, Apne tan ki sudh budh khokur, sudh uski tum kiya karo. ||62||
Jab tu apni sudh tajkur, baba ki sudh kiya karega, Aur raat din baba, baba, baba hi tu rata karega. ||63||
To baba ko aare! vivash ho, sudh teri leni hee hogi, Teri har icha baba ko, puree hee karni hogi. ||64||
Jungal jungal bhatak na pagal, aur dhundne baba ko, Ek jagah keval Shirdi mein, tu paiga baba ko. ||65||
Dhanya jagat mein prani hai veh, jisne baba ko paya, Dukh mein sukh mein prahar aath ho, sai ka hee gune gaya. ||66||
Gire sankat ke parvat, chahe bijli hi toot pare, Sai ka le naam sada tum, sunmukh sub ke raho arre. ||67||
Iss budhe ki sunn karamat, tum ho jaoge hairaan, Dang reh sunkar jisko, jane kitne chatur sujaan. ||68||
Ek baar Shirdi mein sadhu dhongi tha koi aaya, Bholi bhali nagar nivasi janta ko tha bharmaya. ||69||
Jari, butiyan unhe dhikha kar, karne laga vaha bhashan, Kehne laga sunno shrotagan, ghar mera hai vrindavan. ||70||
Aushadhi mere paas ek hai, aur ajab iss mein shakti, Iske sevan karne se hi, ho jaati dukh se mukti. ||71||
Aggar mukta hona chaho tum, sankat se bimari se, To hai mera numra nivaidan, har nar se har nari se, ||72||
Lo kharid tum isko, sevan vidhiyan hai nyari, Yadyapi tuch vastu hai yeh, gun uske hai atisheh bhari. ||73||
Jo hai suntaan heen yeh yadi, meri aushdhi ko khaye, Putra ratan ho parapat, aare aur veh mooh manga phal paye. ||74||
Aushadh meri jo na kharide, jeevan bhar pachtayega, Mujh jaisa prani shayad hi, aare yaha aa payega. ||75||
Duniya do din ka mela hai, mauj shaunk tum bhi kar lo, Gar is se milta hai, sub kuch, tum bhi isko le lo. ||76||
Hairani barti janta ki, lakh iski kaarastaani, Pramudit veh bhi man hi man tha, lakh logo ki nadani. ||77||
Khabar suna ne baba ko yeh, gaya daud kar sevak ek, Sun kar bhukuti tani aur, vismaran ho gaya sabhi vivek. ||78||
Hukum diya sevak ko, satvar pakar dusht ko lao, Ya Shirdi ki seema se, kapti ko duur bhagao. ||79||
Mere rehte bholi bhali, shirdi ki janta ko, Kaun neech aisa jo, sahas karta hai chalne ko. ||80||
Pulbhur mai hi aise dhongi, kapti neech lootere ko, Maha naash ke maha gart mein, phahuncha doon jivan bhar ko. ||81||
Tanik mila aabhaas madari, krur kutil anyayi ko, Kaal nachta hai ab sir par, gussa aaya Sai ko. ||82||
Pal bhar mein sab khel bandh kar, bhaga sir par rakh kar pairr, Socha tha sabh hi ab, bhagvan nahi hai ab khair. ||83||
Such hai Sai jaisa daani, mil na sakega jag mein, Ansh iish ka Sai baba, unhe na kuch bhi mushkil jag mein. ||84||
Sneh, sheel, sojanya, aadi ka abhushan dharan kar, Badta iss duniya mein jo bhi, manav sevaye path par. ||85||
Vahi jeet leta hai jagti, ke jan jan ka anthsthal, Uski ek udasi hi jag ko kar deti hai vrihal. ||86||
Jab jab jug mein bhar paap ka bar bar ho jaata hai, Usse mita ne ke hi khatir, avtari ho aata hai. ||87||
Paap aur anyaya sabhi kuch, iss jagti ka har ke, Duur bhaga deta duniya ke danav ko shan bhar mein. ||88||
Sneh sudha ki dhar barasne, lagti hai duniya mein, Gale paraspar milne lagte, jan jan hai aapas mein. ||89||
Aisse hee avtari Sai, mrityulok mein aakar, Samta ka yeh paath paraya, sabko apna aap mitakar. ||90||
Naam dwarka masjid ka , rakha Shirdi ne, Haap taap, suntaap mitaya, jo kuch aaya Sai ne. ||91||
Sada yaad mein mast ram ki, baithe rehte thai Sai, Peher aath hee naam ram ka, bhajte rehte thai Sai. ||92||
Sookhee rookhee tazi baasi, chahe ya hovai pakvaan, Sada pyar ke bhooke Sai ke, khatir thai sabhi samaan. ||93||
Sneh aur shradha se apni, jan jo kuch de jaate thay, Bade chaav se uss bhojan ko, baba paavan karte thay. ||94||
Kabhi kabhi man behlane ko, baba baag mein jate thay, Pramudit man nirukh prakrati, chatta ko veh hote thay. ||95||
Rang-birange pushp baag ke manam manam hil dul karke, Beehar birane man mein bhi sneh salil bhar jate thai. ||96||
Aise su-madhur bela mein bhi, dukh aafat bipda kai maare, Apne man ki vyatha sunane, jan rehte baba ko ghere. ||97||
Sunkar jinki karun katha ko, nayan kamal bhar aate thay, De vibhuti har vyatha, shanti, unke uur mein bhar dete thay. ||98||
Jaane kya adhbut, shakti, uuss vibhuti mein hoti thi, Jo dharan karke mastak par, dukh saara har leti thi. ||99||
Dhanya manuj veh sakshaat darshan, jo baba Sai ke paye, Dhanya kamal kar unke jinse, charan kamal veh parsai. ||100||
Kaash nirbhaiy tumko bhi, saakshat Sai mil jaata, Varshon se ujra chaman apna, phir se aaj khil-jata. ||101||
Gar pakar mein charan shri ke, nahi chorta umar bhar, Mana leta mein jaroor unko gar rooth te Sai mujh par!! ||102||





SAI AARTHI

Arti sai baba, soukhya datar jeeva Charan rajatali, dhyava dasa visawa, bhakta visawa - arti
Jaya mani jaisa bhav, taya taisa anubhav Davisi dayadhana, aisee tujhee hi mav - arti
Tumche nam dhyata, hare sansrity vyatha Agaadh tav karni, marga davisi anantha - arti
Kaliyugi avatar, sagun brahma sachar Avteerna jhalase, swami datta digambar - arti
Atha divasa guruwari, bhakta kariti wari Prabhupad pahawaya, bhav bhav niwari - arti
Majha nijdravya theva,tav charanraj seva Magane hechi ata, tumha deva dhideva - arti
Ichhit din chatak, nirmal toy nij sukh Pajave madhava ya, sambhal apuli bhak - arti
Shirdi majhe pandharpur Sai baba ramavar.............1
Shudha bhakti chandra bhaga Bhav pundalik jaga...........2
Yahoyaho avaghe jan kara baba si vandan..........3
Ganu mhane baba sai Dhav pav majee Aayei.........4
Ghalin lotangan vandin charan Dolyaneepahin rup tujhe, Preme alingin anande pujin Bhave ovalin mhande nama......1
Tvamev mata cha pita tvamev Twamev bandhucha sakja twamev Twamev vidya dravin twamev Twamev sarva mam dev dev......2
Kayen vacha manasondriyerua Budhyatmana wa prakrutiswabhawat Karomi yagdhat sakala parasmai Narayana yeti samarpayami.....3
Achyutam keshvam ramnarayan Krishna damodhar vasudev harim Shri dhar madhav gopikavallabham Jankinayak ramchandra bhaje...4
Hare ram hare ram ram ram hare hare Hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare Ananta tula te kase re stavave Ananta tula te kase re namave Ananta mukhancha shine shesh gata Namaskar sashtang sri sainatha......1
Smarave mani twatpada nitya bhave Urave tari bhaktisathi swabhave Tarave jaga taruni mayatata-Namaskar....2
Vase jo sada davaya sant leela Dise aghya lokapari jo janala Pari antari dyan kaiwalyadata - Namaskar....3
Bara laghala janma ha manwacha Nara saarthaka sadhanibhut sacha Dharoo sai prema galaya ahanta - Namaskar...4
Dharave kari san alpagnya bala karawe amha dhanya chumboni gala Mukhi ghal preme khara gras ata - Namaskar..5
Suradik jyanchya pada vanditati Shukadik jyante samanatva deti Prayagadi tirthe padi namra hota - Namaskar..6
Tujya jya pada pahata gopabali Sada rangli chitswarupi milali Kai raaskrida sarve krishnanatha -Namaskar..7
Tula mangto mangane ek dhave Kara jodito deen atyant bhave Bhavi mohaniraj ha tari ata - Namaskar Sashtang sri sainatha..........8
Aisa yei ba sai digambara Akshayroop avatara, sarvahi vyapak tu Shrutisara, anusaya trikumara...Aisa....1
Kashi snan jap, praati divshi Kolhapur bhikshesi, nirmal nadi tunga Jal prashi, nidra madhur deshi...Aisa...2
Jholi lombatase, vam kari Trishul damroo dhari, Bhakta warada sada, sukhkari Desheel mukti chari...Aisa...3
Payi paduka, jap mala, kamandalu mrugachhala Dharan karishi ba, nag jata, mugut shobhato matha...Aisa.....4 Tatpar tujhya yaji dhyani, akashay tyanche sadani Laxmi vas kari, dinrajani Rakshisi sankat varuni...Aisa...5
Ya pari dhyantujhe, gururaya Drushya kari nayana ya, purana-nand sukhe, hi kaya, Lavisi harigun gaya...Aisa...6
Sada satwarupa chidananadakanda, Jagat sambhavastha na sanhar hetum Swabhakte chhaya manusha darshayantah
Namami shwaram sadguru sai natham Bhavdwant widhavam samar midyam Manowagatha munirdhyana gamyam Jagat dyapakam nirmalam nirgunam twa namami...
Bhawambodhi magnarditana janana Swapada shritana swabhakti priyanam Samudharanartham kalow sambhavantam namami...
Sada nimbavirkshasya, muladhiwasat Sudhasravinam tiktamapi - apriyam tam. Tarumkalpa vrikshadhikam sadhayantam namami...
Sada kalpavrikshasya tasyadhi mule bhawad bhav budhya saparyadisewam Nrinam kurwatam bhukti muktipradam tam namami...
Aneka shrutat arkya lila vilasai Samavish ta kriteshan bhaswa tat prabhavam Aham bhav hinam prasannatambhawam namami.....
Satam vishrama ram mevabhiram Sada sajjanai saanstutham sanamabdhi Janamodadam bhakt bhadra pradam tam namami....
Ajjanmadyamekam param brahma sakshat swayan Sambhavam Rammeva vatimam Bhawat darshanastam punitah prabhoham namami...
Sri sai sha krupanidheakhila Sarwartha siddhi prada Yushmat padraj prabhavama tulam Dhatapi vaktasham sadbhaktya sharanam krutam
Jali puta sampra pito smiprabho Srimat sai paresh pad kamala Nanyan chharanyam mama
Salrup dhara raghwottam bhaktakam Vibudha druman prabhum Mayayo pahat chitta shudhaye
Chintayamahmaharnisham muda Sharat Sudha Shupratima Prakashan Krupatapatram tav sai nath
Twadiya padabji sama shritanam Swatchhayayaa tapamapa karotu Upasna daivata sainath
Sta vairamayopasanina stutswam Ramenmano me tawa padyugmu Bhringo yathabje makaran dalubdha
Anek janmarjitapap sankshayo Bhavet bhawat pada saroj darshanat Kshamaswa sarwana paradh punja kan prasid saish
Guru Dyanidhe
Sri Sainath charnamrit putchitta
Statpad seva nartah statencha bhaktya Sansar Janyadhuritow dhvinirgataste Kaivalya dham param samavpnuvanti
Stotrameta pathed bhakatya yo narstan manah sada Sadguru sainaths krupa patra bhaved dhruvam Sainath krupa swardu satpadhya kusumvallh
Shrayasech manah shudhye premsutren gumphita Govind suri putren kashinathbhidhaina upasanityu pakhyen sri sai gurverpita
Iti sri sainath mahinma stotram sampurmam

Ruso mam priyambika majvari pitahi ruso
Ruso man priangana priasuta atma jahi ruso
Ruso bhagini banduhi shwashur sasubai ruso
Na datta guru saima, Majavari kadhihi ruso.
Puso na sunabal tya, majana bhratrujaya puso
Puso na priya soyare, priya sagena nyati puso
Puso suhrud na sakha, swajan napta bandhu puso
Pari na guru sai ma majawari kadhihi ruso.
Puso na abala mule, tarun vridhahi, na puso
Puso na guru dhakute majana thor sane puso
Puso nacha bhale bure, sujan sabhuhi na puso
Pari na guru sai ma majawari kadihi ruso.
Ruso chatur tatwavit vibudh pradnya gyani ruso
Rusohi vidushi striya, kushal panditahi ruso
Ruso mahipati yati majak tapasihi ruso
Na datta guru sai ma, majawari kadihi ruso.
Ruso kavi rishi muni, anagha sidha yogi ruso
Ruso hi grihadevta ni kula gramdevi ruso
Ruso khal pisha chahi, malin dakinihi ruso
Na datta guru sai ma, majawari kadihi ruso.
Ruso mriga khaga krimi, akhil jeev jantu ruso
Ruso vitap prastara achal apgabdhi ruso
Ruso khpavnagni vaar swani panchatatwe ruso
Na datta guru sai ma majawari kadihi ruso
Ruso vimal kinnara amal yaksinihi ruso
Ruso shashi khagadihi gaganl tarakahl ruso

Ruso amarraj hi adya dharmaraja ruso
Na datta guru sai ma majawari kadihi ruso.
Ruso mana saraswati chapal chitta tehi ruso
Ruso vapu dishakhila kathina kal tohi ruso
Ruso sakal vishwahi maye tu branmagol ruso
Na datta guru sai ma majawari kadihi ruso.
Vimoodha mhanoni haso majana matsarahi daso
Padabhi ruchi ulhaso, janan kardami na faso
Na durga dhruticha dhaso, ashiv bhav mage khaso
Prapanchi mana he ruso dridh virakti chitti thaso.
Kunachihi grunha naso, nacha spruha kashachi aso
Sadaiva hrudayi vaso, manasi dhyani si diso
Na datta guru sai ma upari yachnela ruso.
"Sri Satchitanand Sadguru Sainath Maharaj Ki Jai"

Sankat Nashan Ganesha Stotram

सांकॅटा हरा गणेशा स्तोत्रम – संकाशटनाशना स्तोत्रा

ओम प्राणमया सिरसा देवं गौरी पुत्राँ विनायकम भक्तावसं स्मारेणनीत्यम आयुः कमर्ता सीड्दाए (1)
प्राथमाम वक्रतुंदम छा एकदन्तम द्वितीयाकम त्रितियाँ कृष्णा पिंगाक्षम गाजावक्थ्रमराँ चतुर्थकं (2)
लंबोदराम पांचमाम छा शष्टम विकतमेवा छा सप्तमंम विग्न राजम छा धूम्रवर्नाम तताश्टकम (3)
नवमं फला चन्द्रम छा दसमाँ तू विनायकम एकादासं गणपतीं द्वादसम तू गजाननं (4)
द्वादासैयतानी नामानी थ्री संध्याम यह पातेनारह ना छा विग्न भायं तसया सर्वा सिद्धि करीम प्रभो (5)
विद्यार्थी लाभाते विद्या धनार्थी लाभाते धनम पुत्रर्थी लाभाते पुत्रां मोक्षार्ती लाभाते गतिम् (6)
जपेत गणपति स्तोत्रम षद्भिरमासा फलाँ लाभेठ़, संवत्सारेणा सिद्धिम छा लाभाते नात्रा सँसयहा (7)
अष्टाभयो ब्राह्मनेभ्याश छा लिखितवा यह समर्पाएत तसया विद्या भवेट्सर्वा गणेषस्या प्रसदातहा (8)

इति श्री नारादा पुराने संकाष्ता नशना गणपति स्तोत्राँ संपूर्णां


In English
Pranamya shirasa devam Gauri putram Vinayakam.
Bhakthavasam smaretrityamayuh kama artha sidhaye ..1

Prathamam Vakratundam cha, Ekadantam dwitiyakam.
Tritiyam Krushna Pingaksham,Gajavaktram Chaturthakam ..2

Lambodaram Panchamam cha ,Sashtam Vikatamev cha.
Saptamam Vignarajam cha,Dhoomravarnam tathashtamam ..3

Navamam Bhalchandram cha, Dashamam tu Vinayakam.
Ekadasham Ganapatim, Dwadasham tu Gajananam ..4

Dwadasaithani namani,Trisandhyam yah pathenara.
Na cha vighna bhayam tasya,Sarvsiddhi karam param ..5

Vidhyarthi labhate Vidhyam,Danarthi labhate Dhanam.
Putrarthi labhate Putran,Moksharthi labhate Gateem ..6

Japet Ganapati stotram,Shadbhirmasai phalam labheth.
Samvatsarena sidhim cha,Labhate natra sanshaya ..7

Ashtabhyo Brahmoyashr Likihitwa yh samarpayet.
Tasya Vidhya bhavetsarva Ganeshasya Prasadatah ..8
Ithi Sri Narada Purane Sankashta Nashana Ganapathi Sthothram Sampoornam.


Meaning Sage Narada told With head bowed, let me unceasingly worship in my mind the god Vinayaka, the son of Gauri, the refuge of his devotees, for the complete attainment of longevity, amorous desires and wealth.
Firstly, as the one with the twisted trunk. Secondly, as the one with the single tusk. Thirdly, as the one with the fawn colored eyes. Fourthly, as the one with the elephants mouth
Fifthly, as the pot-bellied one, Sixthly, as the monstrous one, Seventhly, as the king of obstacles, Eighthly, as the smoke colored one
Ninethly, as the moon crested one, Tenthly, as the remover of hindrances, Eleventhly, as the Lord of the hordes, Twelfthly, as the one with the elephants face.
Whosoever repeats these twelve names at dawn, noon and sunset, for him there is no fear of failure, nay, there is constant good fortune.
He who desires knowledge obtains knowledge. He who desires sons gets sons. He who desires salvation obtains the way.
Whosoever mutters the hymn to Ganapati reaches his aim in six months, and in a year reaches perfection, on this point there is no doubt.
Whosoever makes eight copies of it, and has them distributed to as many brahmans, he reaches knowledge instantaneously, by the grace of Ganesh.